Age Based Admission Formate: आयु आधारित प्रवेश हेतु शपथ पत्र Ab Age Based Admission (आयु आधारित प्रवेश) ke liye Shapath Patra banana hua aur bhi aasaan. Is Online Form Maker Tool ki madad se aap bina kisi typing ya formatting ki tension ke professional affidavit form turant generate kar sakte hain.
Ye tool specially schools, teachers aur education department ke liye design kiya gaya hai, jisse student ki age based admission ka declaration easily prepare kiya ja sake.
Bas apni details fill karein — Student Name, DOB, Guardian Details, School Name — aur turant Ready-to-Print Shapath Patra download karein. Ye tool school admission process ko fast, simple aur professional banata hai. Ab manual likhne ki zarurat nahi — sirf fill karein aur download karein!
आयु आधारित प्रवेश हेतु शपथ पत्र
Details bhariye aur PDF download kijiye
स्व घोषणा पत्र / शपथ पत्र
छात्र / छात्रा ने अभी तक घर पर ही अध्ययन किया है तथा मैं विद्यार्थी को आर.टी.ई. के नियमानुसार प्रवेश दिलवाना चाहता हूँ।
मैं विद्यालय में आयोजित एस.डी.एम.सी./एस.एम.सी./पी.टी.ए. की बैठकों में नियमित रूप से भाग लूँगा तथा विद्यार्थी की समस्त गतिविधियों से विद्यालय को अवगत कराता रहूँगा।
हस्ताक्षर अभिभावक